Sher Khul Gaye Lyrics penned by Kumaar, music composed by Vishal & Shekhar, and sung by Benny Dayal & Shilpa Rao from the Hindi movie ‘Fighter‘.
Sher Khul Gaye Song Credits
Fighter Released Date – 25 January 2024 | |
Director | Siddharth Anand |
Producer | Abhijit Nalani |
Singers | Benny Dayal & Shilpa Rao |
Music | Vishal & Shekhar |
Lyrics | Kumaar |
Star Cast | Hrithik Roshan, Deepika Padukone |
Music Label © |
Sher Khul Gaye Lyrics in English
Haq Hai Humko, Humko, Ho
Kuch Aaj Karle
Duniya Chaahe, Chaahe
Aitraaz Karle
Bigde Zyaada, Zyada
Sudhre Huye Kam
Ab Todenge, Yeah Yeah
Har Kayada Hum
Hosh Nahi Shaam Se
Kal Milo Kaam Se
Abhi Toh Hum Dekh Lo
Bilkul Gaye
Ke Ghar Ke Saare Raste
Bhul Gaye
Woh Jo Bhi Humein Dekhe
Woh Kehta Rahe
Ke Ajj Sher Khul Gaye
Ghar Ke Raste Bhul Gaye
Ab Toh Hum Bilkul Gaye
Aaye Aisi Chaud Mein
Ke Jo Bhi Humein Dekhe
Woh Kehta Rahe
Ke Ajj Sher Khul Gaye
Mujhse Nashe Mein Ghalti
Ho Jaani Hai Aaj Toh
Yaara Sambhalna Koyi
Ho Jaaye Naaraaz Jo
Main Aaj Badmash Ho Raha Hoon
Kal Shareef Tha
Bigda Hisaab Dil Ka
Pehle Toh Yeh Theek Tha
Hosh Nahi Shaam Se
Kal Milo Kaam Se
Abhi Toh Hum Dekh Lo
Bilkul Gaye
Ke Ghar Ke Saare Raste
Bhul Gaye
Woh Jo Bhi Humein Dekhe
Woh Kehta Rahe
Ke Ajj Sher Khul Gaye
Ghar Ke Raste Bhul Gaye
Ab Toh Hum Bilkul Gaye
Aaye Aisi Chaud Mein
Ke Jo Bhi Humein Dekhe
Woh Kehta Rahe
Ke Ajj Sher Khul Gaye
Ke Ajj Sher Khul Gaye
Sher Khul Gaye Lyrics in Hindi
हक़ है हमको, हमको हो
कुछ आज करले
दुनिया चाहे, चाहे
ऐतराज़ करले
बिगड़े ज्यादा, ज्यादा
सुधरे हुए काम
अब तोड़ेंगे, ये ये
हर कायदा हम
होश नहीं शाम से
कल मिलो काम से
अभी तो हम देख लो
बिल्कुल गए
के घर के सारे रास्ते
भूल गए
वो जो भी हमें देखे
वो कहता रहे
के आज शेर खुल गए
घर के रास्ते भूल गए
अब तो हम बिल्कुल गए
आए ऐसी चौड़ में
के जो भी हमें देखे
वो कहता रहे
के आज शेर खुल गए
मुझसे नशे में गलती
हो जानी है आज तो
यारा संभालना कोई
हो जाए नाराज़ जो
मैं आज बदमाश हो रहा हूँ
कल शरीफ था
बिगड़ा हिसाब दिल का
पहले तो ये ठीक था
होश नहीं शाम से
कल मिलो काम से
अभी तो हम देख लो
बिल्कुल गए
के घर के सारे रास्ते
भूल गए
वो जो भी हमें देखे
वो कहता रहे
के आज शेर खुल गए
घर के रास्ते भूल गए
अब तो हम बिल्कुल गए
आए ऐसी चौड़ में
के जो भी हमें देखे
वो कहता रहे
के आज शेर खुल गए
के आज शेर खुल गए