FROM THE 10TO5 LYRICS ARCHIVE

Gham Khushiyan Lyrics in Hindi & English – Arijit Singh, Neha

Published: February 13, 2023

Category: Hindi Lyrics

Gham Khushiyan Lyrics

Song Lyrics

Gham Khushiyan Lyrics penned by Rana Sotal, music composed by Rohanpreet Singh, song by Neha Kakkar, Arijit Singh.

Gham Khushiyan Song Credits

LyricsRana Sotal
SingersArijit Singh & Neha Kakkar
MusicRohanpreet Singh
DirectorAdil Shaikh
Song Copyrights & Label

Gham Khushiyan Lyrics

Jab Aankhon Ko Band Karun Main
Tu Hi Rubaru Aaye… Kya Karun Main
Zikr Lab Pe Tera Tu Duaon Mein
Intezaar Tujhe Baahon Mein Bharun Main

She: Kya Hota Hai Humein Mat Puchho
Hum Paagal Kyun Ho Jaate Hain

He: Mere Gham Khushiyan Bann Jaate Hain
Mere Gham Khushiyan Bann Jaate Hain
Jab Tum Milne Mujhe Aate Ho
Mere Gham Khushiyan Bann Jaate Hain
Mere Gham Khushiyan Bann Jaate Hain
Mere Gham Khushiyan Bann Jaate Hain

She: Tujhe Itna Chahein Kitna Chahein
Chahat Ki Hadd Paar Karein
Heer Ranjha Laila Majnu Jaise
Hum Bhi Pyar Karein

He: Hey, Tujhe Itna Chahein Kitna Chahein
Chahat Ki Hadd Paar Karein
Heer Ranjha Laila Majnu Jaise
Haan Jaise Hum Bhi Pyar Karein

She: Jab Dekhte Ho Tum Mujhe Pyar Se
Deewaane Se Ho Jaate Hain…

He: Mere Gham Khushiyan Bann Jaate Hain
Mere Gham Khushiyan Bann Jaate Hain
She: Jab Tum Milne Mujhe Aate Ho
Saavan Jaise Din Aate Hai

She: Mere Gham Khushiyan Bann Jaate Hain
Mere Gham Khushiyan Bann Jaate Hain
He: Jab Tum Milne Mujhe Aate Ho
Mere Gham Khushiyan Bann Jaate Hain

जब आँखों को बंद करूँ मैं
तू ही रूबरू आये क्या करूँ मैं
जिक्र लब पे तेरा तू दुआओं में
इन्तेजार तुझे बाहों में भरूँ मैं

क्या होता है… हमें मत पूछो
हम पागल क्यों हो जाते हैं

मेरे गम खुशियाँ बन जाते हैं
मेरे गम खुशियाँ बन जाते हैं
जब तुम मिलने मुझे आते हो

मेरे गम खुशियाँ बन जाते हैं
मेरे गम खुशियाँ बन जाते हैं
मेरे गम खुशियाँ बन जाते हैं

तुझे इतना चाहें कितना चाहें
चाहत की हद पार करें
हीर रांझा लैला मजनू जैसे
हम भी प्यार करें

हे, तुझे इतना चाहें कितना चाहें
चाहत की हद पार करें
हीर रांझा लैला मजनू जैसे
हां जैसे हम भी प्यार करें

जब देखते हो तुम मुझे प्यार से
दिवाने से हो जाते हैं

मेरे गम खुशियाँ बन जाते हैं
मेरे गम खुशियाँ बन जाते हैं
जब तुम मिलने मुझे आते हो
सावन जैसे दिन आते है

मेरे गम खुशियाँ बन जाते हैं
मेरे गम खुशियाँ बन जाते हैं
जब तुम मिलने मुझे आते हो
मेरे गम खुशियाँ बन जाते है

Watch मेरे गम खुशियाँ Video Song

💬 WhatsApp