Jab Saiyaan Song Lyrics in Hindi & English – Gangubai Kathiawadi

Jab Saiyaan Song Lyrics
Pic Credit: Saregama Music (YouTube)

Jab Saiyaan Song Lyrics penned by A M Turaz, music score provided by Sanjay Leela Bhansali, and sung by Shreya Ghoshal from Hindi movie ‘Gangubai Kathiawadi‘.

Jab Saiyaan Song Credits

Hindi Movie Gangubai Kathiawadi Release Date – 25th February 2022
Director Sanjay Leela Bhansali
Producers Sanjay Leela Bhansali & Dr. Jayantilal Gada
Singer Shreya Ghoshal
Music Sanjay Leela Bhansali
Lyrics A M Turaz
Star Cast Alia Bhatt, Shantanu Maheshwari
Music Label

Jab Saiyaan Song Lyrics in English

Jab Saiyaan… Aaye Shaam Ko
Toh Lag Gaye… Chand Mere Nam Ko
Jab Saiyaan Aaye Shaam Ko
Toh Lag Gaye Chand Mere Nam Ko

Sar Pe Rakh Ke
Nach Phiri Main
Har Jalte Huye Ilzam Ko

Jab Saiyaan
Aaye Shaam Ko
Toh Lag Gaye
Chand Mere Nam Ko

Diwaaron Dar Chaukhat Wokhat
Ban Gaye Hai Sab Saheli
Ye Kuch Puchhe Woh Kuch Puchhe
Kitne Jawab Dun Main Akeli

Hazaron Kam Mil Gaye Hai
Yun Baithe Bithaye Is Nakam Ko
Jab Saiyaan Aaye Shaam Ko
Toh Lag Gaye Chand Mere Nam Ko

Hazaron Kam Mil Gaye Hai
Yun Baithe Bithaye Is Nakam Ko
Jab Saiyaan Aaye Shaam Ko
Toh Lag Gaye Chand Mere Nam Ko

Khudko Dekhne Tak Ki Bhi
Fursaat Mujhko Nahi Milti
Unke Ishq Ke Noor Ke Aage
Shamma Nahi Jalti

Khudko Dekhne Tak Ki Bhi
Fursaat Mujhko Nahi Milti
Unke Ishq Ke Noor Ke Aage
Shamma Nahi Jalti

Laakhon Naaz Laag Gaye Hai
Fir Guroor Ke Iss Badnam Ko

Jab Saiyaan Aaye Shaam Ko
Toh Laag Gaye Chand Mere Nam Ko
Sar Pe Rakh Ke Nach Phiri Main
Har Jalte Huye Ilzam Ko

Watch जब सैयां Video Song


Jab Saiyaan Song Lyrics in Hindi

जब सैयां आये शाम को
तो लग गये चाँद मेरे नाम को
जब सैयां आये शाम को
तो लग गये चाँद मेरे नाम को

सर पे रख के नाच फिरी मैं
हर जलते हुए इलज़ाम को
जब सैयां आये शाम को
तो लग गये चाँद मेरे नाम को

दीवारों दर चौखट वोहकाट
बन गए है सब सहेली
ये कुछ पूछे वोह कुछ पूछे
कितने जवाब दू मैं अकेली

हज़ारों काम मिल गए है
यूँ बैठे बिठाये इस नाकाम को
जब सैयां आये शाम को
तो लग गये चाँद मेरे नाम को

हज़ारों काम मिल गए है
यूँ बैठे बिठाये इस नाकाम को
जब सैयां आये शाम को
तो लग गये चाँद मेरे नाम को

खुदको देखने तक की भी
फुर्सत मुझको नहीं मिलती
उनके इश्क़ के नूर के आगे
शम्मा नहीं जलती

खुदको देखने तक की भी
फुर्सत मुझको नहीं मिलती
उनके इश्क़ के नूर के आगे
शम्मा नहीं जलती

लाखों नाज़ लग गये है
फिर गुरूर के इस बदनाम को

जब सैयां आये शाम को
तो लग गये चाँद मेरे नाम को
सर पे रख के नाच फिरी मैं
हर जलते हुए इलज़ाम को